Dil ki weeran hawaoon me tanhai ki jhalak hai,
"Tum usko lay ao",
bohat yadain hain uski jo tarpati bohat hain,
"tum usko lay ao",
Na din hai koi jo guzray uske bina,
Na rat hai jo guzri ho,
deed ko uski tarastien hain ankhen,
"tum usko lay ao",
Hal apna na bayan kiya tha na kiya hai kabhi usko,
usay ab sab samjhana hai,
Tum usko lay ao,
Dharakhta hai ye dil magar ik dard k sath,
"Ateeq",
Dard ye mitana hai
"tum usko lay ao".

No comments:
Post a Comment