Tuesday, August 20, 2013

Zara robaroo tow a k tujhe pyar karna hai

Ghazal..
Zara robaroo tow a k tujhe pyar karna hai,
meri dharkan me a samaa k tujhe pyar karna hai,

zamane beet jayenge, dhookhe bhi tow khayega,
zara mujhse bhi dhokha kha k tujhe pyar karna hai,

jama kar kar k rakhta hai kahan tu husn ki doolat,
aj mujhpe de lutaa k tujhe pyar karna hai,

Haal dil ka pooch ja k bedard howa hai,
Jaam naya koi pila k tujhe pyaar karna hai....

By: Ateeq-Ur-Rehman

No comments:

Post a Comment