Ghazal
Likhai thi thori kachi,
Kalam se likh nahi paya,
Phasane dil me utre jo,
zubaan pe rakh nahi paya,
Kaha samjhega khud hi wo,
k hoga wo bhi mubtala,
isi dard me jis se me,
kabhi nikal nahi paya,
Magar ye dard likha tha,
mehaz mere liye shayad,
k wo insan hi aur tha,
dard deta chala aya,
Akhir ik roz pooch hi dala hal-e-dil uska,
Ateeq!!
Wo bola me tow ghafil hoon, kahaan ko tu chala aya?
Likhai thi thori kachi,
Kalam se likh nahi paya,
Phasane dil me utre jo,
zubaan pe rakh nahi paya,
Kaha samjhega khud hi wo,
k hoga wo bhi mubtala,
isi dard me jis se me,
kabhi nikal nahi paya,
Magar ye dard likha tha,
mehaz mere liye shayad,
k wo insan hi aur tha,
dard deta chala aya,
Akhir ik roz pooch hi dala hal-e-dil uska,
Ateeq!!
Wo bola me tow ghafil hoon, kahaan ko tu chala aya?
No comments:
Post a Comment